Serials Update Live Here

Star Utsav Serial List Of 2010 | Star Utsav Old Serial List | Star Utsav Tv Live Deteils |

Star Utsav Serials list 2010 | Most Popular Serials Of Star Utsav 2010 | Star Utsav Old Serials List -

star utsav serials list 2010 ke bare me is blog me puri deteil se bataya gya hai. agar aap star utsav tv chennel ke old tv serials ki list dekhna chahte hai to aapka welcome hai. hum aapki memory taja karne ke liye star utsav serial list of 2010 lekar aaye hai. jisme star utsav ke old serials or popular serials ki list di gayi hai
दोस्तों ये है स्टार और आप देख रहे है स्टार उत्सव " ये वाला स्लोगन तो आपको याद होगा 
अगर आपके घर में कई सालो से टीवी है और उसमे अगर आप स्टार उत्सव 2010 से देख रहे है तो ऊपर वाला स्लोगन पक्का आपको याद होगा | 
आजकल कई सारे लोग पहले वाले स्टार उत्सव चेंनेल को बहुत ज्यादा मिस करते है क्यूंकि हमारा बचपन स्टार उत्सव और उस पर आने वाले सेरिअल्स के साथ गुजरा है | 
तो मेरी तरह कई लोग स्टार उत्सव पर आने वाले उन सेरिअल्स की लिस्ट देखना चाहते है जो 2010 में आते थे |
अगर आप भी उनमे से है तो इस ब्लॉग में आपका स्वागत है |
इस ब्लॉग में आपकी यादें तरोताजा करने की जिम्मेदारी मेरी |
तो दोस्तों चलिए पढ़ते इस कमाल के ब्लॉग को -

Facts About Star Utsav Tv Chennel-

dosto star utsav tv chennel ka itihas kafi purana hai jyada to nhi par mujhe lagta hai ki aapke or mere samjhdar hone se pahle se ye chennel chal rha hai.
yes dosto star utsav officially 2005 ko dd free dish ke liye launch hua tha or uski popularity bhi dd free dish par hi hai.
jab se star utsav launch hua is par star plus ke kai gajab gajab serials dikhaye gaye jinki list aage di rhi hai.
vohi serials aaj bhi hamre dimag me vaise hi jagah banaye hue. star utsav ke old serials ki jagah koi dusre serials nhi le apyenge shayad.


Star Utsav serials list 2010-

dosto star utsav tv par 2005 se hi star plus ke popular serials dikhaye jate rhee hai.
magar jab 2010 ka saal aaya to star utsav ne kai sare serials broadcast kiye.
chaliye star utsav serials list 2010 ki puri list dekhte hai with some deteils in my opinion-

Top 20 Serial Of Star Utsav In 2010-

1. Shaktimaan
2. Son Pari
3. Shaka Laka Boom Boom
4. Vikral Ghabral
5. Gharwali Baherwali Or Sunny
6. Akkad Bakkad Bambay Bo
7. Hatim
8. Raja Aur Rencho
9. Shararat
10. Sss Fir Koi HAi
11. Alif Laila
12 Bidaai
13. Hamari Devrani
14. Aapki Kechehari
15. Ba Bahu Aur Baby
16. Ramayan
17. Om Namah Sivay
18. Mann Ki Aawaj Pratigya
19. Saai Baba
20. Shri Krishna


1. Shaktimaan


shaktimaan star utsav tv ka sabse popular serial tha shaktimaan pahle doordarshan tv par aata tha baad me star utsav ne shaktimaan ko kai salo tak star utsav par dikhaya iski timing alag alag hoti thi kyunki saktimaan kai baar star utsav par end hoke wapas aata tha. jahan tak mujhe yaad hai jab main tv dekhta tha to shaktimaan 2 Baje aata tha. or ek baar to 1 bje bhi aata tha. isliye aapke dekhne ka time or mere dekhne ka time alag alag ho sakta tha.



    sonpari serial star utsav ka hi popular serial raha hai abhi 2020 me big magic ne sonpari serial ko dikhaya tha par kuch khash response nahi aaya. sonpari serial to pahle hi achha lagta tha kyunki aajkal hd videos aate hai isliey sonpari serial bahiut old hai jisko aajkal dekhne me boring lagta hai. magar 2010 me sonpari serial jab star utsav par aata tha to sab kaam chhod ke serial dekhte the.




dosto shaka laka boom boom to pakka aap aaj bhi nahi bhule honge sanju ki magic pencil ko meri tarah aap bhi pana chahte honge. mera bhi bachpan me dream tha ki sanjoo ki pencil mujhe mil jaaye or aaj bhi kai baar main aisa sochta hun. kya aap bhi aisa sochte hai dosto. khair ye serial bhi star utsav par dhamaal mach det atha.
shaka laka boom boom tune ke sath hi magic pencil se koi bhi chij ban jati thi. yaar likhne ko to bahut kuch hai par.. khair agle serial ki taraf chalte hai.

4. Vikral Ghabral - 

vikral ghabral vaise to star utsav par jyada nhi aata tha par isme ghabral ke cherector ne logo ke dilo dimag me jagah bana di hai. main bhi is serial ke bare me jyada nhi janta hu par vikral or ghabral do dost hote hai or cid type investigesion karte hai. isme ghabral ki acting lajvab lagti hai.




  gharwali baharwali or sunny star utsav par half hour aata tha shayad 4 bje. isme sunny ke papa shayad do shadiya karte hai or isi par ye serial hota hai.


6. Akkad Bakkad Bambay Bo-


 akkad bakkad bambay bo star utsav natwar lal ka cherector kaise bhulenge aap. natwor or uske dosto kai bhutiya jagaho ka raaj kholte hai. or natwar akkad bakkad bambay bo karke chhadi ghumata hai or magic hata hai aapko yaad hoga.

7. Hatim - 


hatim star utsav mera aaj bhi pasandida serial hai hatim ke 7 sawal or uski neki ke baare me ye serial aaj bhi log star utsav par dekhna chahte hai. dosto humne ek blog hatim serial par bhi lika hai jarur padna. main bhi hatim serial star utsav par miss karta hun.


  raja aur rencho star utsav serial ek bandar ke karname par aadharit hota hai. 


 shararat serial star utsav par kai baar aaya hai.isme nani or uski beti or beti ki beti ke pass hatho me jadu hota hai. chutki bajate hi jadu ho jata hai. serial me kya majedar ghatnay hoti hai aap hotsatr par dekh sakte hai.

 ssss fir koi hai star utsav par raat ko aata tha. main aapko sach bata rha maine sirf iska ek episode dekha tha bas. kyunki dusra dekhne ki kabhi himmat nhi hui thi.. hah aha aha 


9. Alif Laila- 
alif laila star utsav par subeh morning me aata tha isliye aap ko or mujhe iske baare me jyada pata hi. magar alif laila star utsavv serial ko aap enter 10 chennel par aaj bhi dekh sakte hai.

10. Dynasor - ye bhi star utsav par aaya tha. jisme dynosor ke baare me aata tha.


11. Bidaai-  
ye serial star utsav par aaj bhi aata hai


12. Hamari Devrani - 
maine kabhi nahi dekha isliye keval name hi janta hun baki kuch nhi janta hu




13. Aapki Kachehari-
ye kiran bedi se releted serial tha. raat ko aata tha



14. Baa Bahu Aur Baby-
ye star utsav ka prime time populalr tha

15. Pratigya-
aaj bhi star utsav par aata hai 

16. Ramayan-
iske baare me kuch likhne ki jarurat nhi hai

17. Mahabharat
iske baare me kuch likhne ki jarurat nhi hai


18. Shri Krishna 
iske baare me kuch likhne ki jarurat nhi hai


19. Sai Baba

iske baare me kuch likhne ki jarurat nhi hai

20. Om Namah Shivay
iske baare me kuch likhne ki jarurat nhi hai



to dosto hope maine sare serials ki list aapko dedi hai. agar mujhse star utsav serials 2010 me koi serials reh gaya hai to please comment. thanku for read till ennd.




एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ