Serials Update Live Here

Star Utsav Live Free Dish | All Deteils About Star Utsav Free Dish Chennel | Star Utsav Chennel all Information |

 friends star utsav live deteils free dish chennel | all information about dd free dish chennel star utsav live | star utsav dd free dish chennel live information by starutsavplus blog.

Is Star Utsav Is A Free Chennel?


Yes, Star Utsav Is Now Available In Free On All Plateform Including DD Free Dish. Jab Star Utsav free dish par launch hua tha to bhi ye free tha or 2019 me trai ke rules ki vajah se kuch samay ke liye ye paid chennel ho gya tha. magar corana lockdown ke karan indian govt ne audience ke liye star utsav chennel ko fir se free dish par launch kiya.


About Star Utsav Live Free Dish Chennel No.


star utsav chennel free dish par hi launch hua tha 2005 me or star utsav mukhyat dd free dish ki audience ke liye hi launch hua tha. or aaj bhi star utsav ko free dish ki audience hi live watch karti hai. dusre dth oprators me star utsav ko kam value milti hai.

Star Utsav Is Now Available On DD free Dish Chennel Number 33. Yes Star Utsav Is Coming After Abzi Cool (32) Chennel And Before Surya Cinema (34) Chennel.
The Slot Number Of Star Utsav Chennel In DD free Dish Is Test 215.






What Is The Chennel Number Of Star Utsav In Dish Tv?


star utsav available in dish tv chennel number 2006 0r 4014. agar aap star utsav dish tv par nahi dekh pa rhe hai to please apne oprators se contact kare.star utsav ek free to air chennel hai mtlb iske koi charges nhi lagte hai. star utsav ek free chennel hai.


How To Add Star Utsav Chennel In Free Dish 2021.


star utsav ko dd free dish par kaise jode 2021 trick.

agar aap star utsav dd free dish par nahi dekh pa rhe hai to main jo aapko batana wala hun wo steps follow karle. aap ke free dish par star utsav chennel live aa jayega.



Step 1- 
           apni tv on kare or remote apne pass rakh le.


step 2- free dish ke remote se menu button press kare.


step 3- menu botton par kai option show honge jisme se aapko program setup par click karna hai ok karna hai.


step 4- program setup par ok karne ke baad aapko niche aana hai remote se.
    aapko ek auto scane ka option milega. us par ok kare


step 5. auto scane me aapko kuch nhi chhedna hai sidha remote se ok kar dena hai.


step 6. ab aap dekhenge ki dd free dish me chennel scane hona chalu ho gye hai.
ye process 100% tak chalgi iske bbad dd free dish ke sare chennell autometic add ho jayenge.


step 7- ab menu dabate rehoye jab tak aap pura back na aajaye. nai list me star utsav bhi add ho jayega.

to dosto umid hai ki aap star utsav ko dd free dish per live dekh paa rhe honge. agar aapka koi sawal reh gya hai to comment karle. thank you dosto




एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ